Sunday, August 10, 2008

Yeh Raaten ,yeh mausam.........

the song thatz haunting me ,smooth,with pathos hidden some where but its a love duet well cant figure out y ? but i juz like the feel.sung by ashaji and kishore da ,movie dilli ka thug..

Yeh raaten, yeh mausam,
nadee ka kinara,
yeh chanchal hawa
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara,
yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne,ke milkar kabhi hum na honge judaa
Yeh raaten, yeh mausam,nadee ka kinara,
yeh chanchal hawa
Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai, aajki chandni mein
Ke hum kho gaye, pyaar ki raagani mein
Yeh bahon mein baahen,yeh behkinigahen Lo aane laga zindagi ka maza
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Kaha ab to sara jahaan hai tumhara
Mohabbat jawaan ho, khula aasman ho Kare koi dil arzoo aur kya
Yeh raaten, yeh mausam,nadee ka kinara,
yeh chanchal hawa
Kasam hai tumhe,tum agar mujhse roothe
Kasam hai tumhe, tum agar mujhse roothe
Rahe saans jab tak ye bandhan na toote
Tumhe dil diya hai, ye wada kiyahai
Sanam main tumhari rahoongi sada
Yeh raaten,yeh mausam, nadee ka kinara,
yeh chanchalhawa Kaha do dilon ne,
ke milkar kabhi hum na honge judaa Yeh raaten,
yeh mausam, nadee ka kinara,yeh chanchal hawa

1 comment:

Anonymous said...

Well well well......